Mila wo bhi nahi karte,
mila hum bhi nahi karte..
Wafa wo bhi nahi karte,
wafa hum bhi nahi karte..
Unhe ruswai ka dukh, hume tanhai ka dar"
Gila wo bhi nahi karte, shikwa hum bhi nahi karte..
Kisi mod par takra to jate hai aksar..
Lekin Ruka wo bhi nahi karte, thehra hum bhi nahi karte...
No comments:
Post a Comment